Ek bar haath badha kar dekho
Tuesday, January 8th, 2008Ek bar haath badha kar dekho
dhoop me niklo
ghatao me naha kar dekho
jindigi kya hai
kitaboo ko hata kar dekho!
fasla najroo ka dhoka bhi toh ho sakta hai
wo mile na mile
haath badha kar dekho!