Phir meri kami hogi
Tuesday, January 8th, 2008phir meri kami hogi…..
Rangeen nazaroon main,
jab tum mujhey dhundo gay,
aankhon main nami hogi,
mehsoos tumhein har dum,
phir meri kami hogi……
aakash pay jab taaray,
sangeet sunaye gay,
beetay hue lamhoon ko,
aankhon main sajayein gay,
tanhaye kay sholoon say,
jab aaag lagi hogi
mehsoos tumehin har dum
phir meri kami hogi,
sawan ki ghataon ka
jab shoor suno gay tum,
bikhray hue maazi kay
avraaq chuno gay tum
mahool […]